@😊😊 #💑मेरे जीवनसाथी💍 tumare Haa pr hi tumare parivar ki ha hogi
Aaj tum vha akeli ho himmat kr muje vha sab ke dil me rkho meri jaan. Ek din sab privar sat hoge or khus bhi
Sat nibhana jina ham dono ko h. Tumare haa pr hi sab manege kiuki tumare family ko bhi lgna chahiye ki jitna mai pyar krta hu utna tum krti ho tbhi sab manege. Tumare haa pr mai hu yad rhe. Tumare haa pr mai tumara bn jauga tumari family khud muje tumara banage . Time lagega sab Sbar rkhna or himmat rkhna mai hu tere sat teri parchai bn kr.