-jyotirpath by kuldeep gandhi
606 views
1 days ago
Apsara Yog kaise banta hai Shukra (Venus) agar Lagna, 5th ya 7th bhav me strong ho. Chandra aur Shukra ka sambandh (yuti ya drishti) ho. Lagna ya Lagnesh par Shukra ki drishti ho. Shukra apni uchch rashi (Meen) ya swarashi (Vrishabh/Tula) me ho. Navamsha me bhi Shukra strong ho. Apsara Yog ke phal Vyakti bahut attractive aur charming personality ka hota hai. Log easily impress ho jate hain aur popularity milti hai. Arts, modelling, acting, beauty industry me success mil sakti hai. Romantic nature aur opposite gender se strong attraction hota hai. #viralreels #astrology #instagramreels #success #astro #✋हस्तरेखा शास्त्र🌌 #✡️सितारों की चाल🌠 #💫राशि के अनुसार भविष्यवाणी #❤️जीवन की सीख #✡️ज्योतिष समाधान 🌟