Ramadan ke aakhri 5 din reh gaye hain… 🤲
Pata hi nahi chala kab ye barkaton wala mahina guzar gaya.
Ya Allah agar humse koi galti hui ho to hume maaf farma aur hamari iman ki hifazat farma. Ameen. 💔
In aakhri dinon ko zaya na karein… zyada se zyada dua, istighfar aur ibadat karein.
Shayad ye Ramadan hamara aakhri ho… Allah hum sab ko maaf farma de. Ameen..
#🤲آمین ثم آمین یارب العالمین 🤲