Ramadan ka chand mubarak 🌙
Mahe Ramzan mubarak ho ✨
Chand nazar aate hi dil me ek alag si khushi utar aati hai. Yeh rehmat, barkat aur maghfirat ka mahina hai. Dua hai ke yeh Ramzan hum sab ke liye sukoon, hidayat aur roohani taraqqi ka sabab bane.Allah hum sab ki ibadat qubool farmaaye, gunahon ko maaf kare aur dilon ko saaf kar de 🤲🏻🤍
Ramzan Mubarak 🌙✨
Ramzan ka chand sabne dekh liya hai ?
A Nahi dekha ✨
B Dekh liya hai ✨
Ramadan RamzanMubarak
#🤲इस्लाम की प्यारी बातें