Hidayat milna naseeb nahi, talash ka nateeja hota hai. Har insaan apni zindagi me kisi na kisi mod par sach ki talash karta hai, aur jab dil sach me seekhne aur badalne ko tayyar ho jaye to Rab raaste khol deta hai; hidayat zor se nahi milti, wo dheere dheere dil me utarti hai aur insaan ko andar se badal deti hai. 🤍✨💯
#❤️अस्सलामु अलैकुम
Aap ke nazdeek hidayat ka asal raasta kya hai?
A •Sach ki talash
B •Dil ki safai