AIMIM sirf waadon ki siyasat nahi karti, yeh hamari awaaz, hamari pehchaan aur hamara bharosa hai. Aaiye hum sab milkar ek mazboot faisla lein aur patang🪁 ke nishaan par vote dekar apni aane wali naslon ka mustaqbil roshan banayein.”
Tandur ki har aurat ki awaaz — AIMIM ke saath
💚🪁 Vote for Kite 🪁💚
#🌟Mega Star Season 4🤩