## Allah hu akbar *Sawal*: Humein kisne paida kiya?
*Jawab* : Allah Ta’ala ne paida kiya
*Sawal*: Allah Ta’ala ne duniya aur jo kuch usme hai, sab kis cheez se paida kiya?
*Jawab*: Allah Ta’ala ne sab ko apni qudrat se paida kiya
*Sawal*: Jo log Allah Ta’ala ko nahin maante unhein kya kehte hain?
*Jawab* Unhein kafir kehte hain!
*Sawal* : *Allah tala ne dunya ko kis chiz se paida kiya* ?
*Jawab*: *Aapni Qudrat aur apne hukum se paida kiya Hai*