Sharma Ji Vijay
762 views
18 days ago
🙏Jay Gurudev sri sri Jubin Garg ji Maharaaj 🙏 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 🙏🔱🪔GURU NYAAY MAHA YAGYA🪔🔱🙏 🪔🪔🪔🪔🪔🪔🪔🪔🪔🪔🪔 Iis Yagya ko Hum Total Tinn Bhaag me pura Krenge ....................Jisme se Ek bhaag Complete ho chuka hai... ................Guru ji ki Kripa se 🙏 Step-1:- (Maha-Kaali Guru Aatm-Shanti Padd Yatra) :- ....Jo Maha-Shivratri(15/02/2026) ko Shiv-Shiva ka Puja-Paath......Panbari(Chirang) Maha-Kaali Mandir me Sampann krke Ye Yatra.... Shakti Trishul ke Saath Lgbhg 180KMS paidal chlkr.... Guru ji ka Samaadhi jagah Sonapur Guwahati Bilkul Shanti-Safalta ke Saath Pahuncha (22/02/2026)..... Shakti Trishul Wahi Lgaaya huaa hai...............................Jay Gurudev🙏 Step-2(Guru Nyaay Mahayagya Moksha Dhaam Yatra) :- ... Iis Yaatra ko Hum Guru Ji ka Nyaay Milne ke Baad Pura Krenge....... Jisme Hum Ussi Shakti Trishul ke Saath Sri Gaya Ji Moksha Dhaam tk Paidal chlkr Unka Pind-Daan Apne Shakti-Saamrthya se Krenge kyo ki Unka Akaal-Mrityu Aurr Bina Santaan ka huaa hai .... Hum Unka Shishya hain.... Aurr Dharm ke hisaab se Bhakt Aurr Shishya Dono Beta ke Samaan hote hain............................. Jay Gurudev🙏 Step-3(Guru Sampoorn Shanti Mahakaal Yatra) :- .... Jisme Hum Total 33 Shakti Trishul jo Lgaaya Aurr Lagayenge pura.........Guwahati, Rangiya, Chansaari, Nalbari, Pathsala, Barpeta, Sorbhog, Patiladaha, Bijni, Chaprakata Aurr Bongaigaon . . ... Iin Sbhi ko Mahakaal Mandir Ujjain Madhya Pradesh Lekar Chle Jaayenge Jb.... Mere Guru ji ko Nyaay Milega....................... Jay Gurudev🙏 33 Trishilul hi kyo.....Kyo ki Hindu Dharm ke Hissab se Pura Sampoorn Brahmaand ka Dharm-Chakra 33Koti Dev Aurr Unki Deviyan milkr Chlaa Rhe Hain........................... Jay Gurudev🙏 Total Devta.......12 (Aaditya) +8 (Wasu) +11( Rudra) +2 Ashwins . ...... 🚩🔱🙏JAY MAHAKAAL 🙏🔱🚩 #🙏गुरु महिमा😇