🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙
*Maah e Zil Hijjah Ka Chand*
*Aalam e Islam Ko*
*Mubaarak ho...!!🌙*
*Ya Allah, Humein Zil Hijjah ke in mubarak 10 dino mein zyada se zyada ibadat karne ki taufeeq ata farma, Hamare sagheerah aur kabeerah tamaam gunahon ko maaf farma, Humein nek, parhezgaar aur tera farmabardar banda bana, Hamari har jaiz dua qubool farma aur mushkilein aasaan farma* aur
• *Jo log Hajj ke mubarak safar par ja rahe hain, unke safar ko aasaan aur maqbool farma 🕋*
#💥New Video #⚡ ट्रेंडिंग वीडियो #🤘 सुपर स्टेटस 🔥 #📱वायरल वीडियो • *Ya Allah! Agle saal hamara naam bhi Hajjiyon mein shamil farma 🕋*
آمیــــــــــــــن یـــــــا ربَّ العـــــــالمیــــــــــــن 🤲♥️