Na OTP. Na call. Phir bhi account khali - AEPS Face Authentication fraud Alert
AEPS system mein Aadhaar aur biometric ke through transactions possible hote hain lekin isi system ka misuse karke scammers logo ke accounts se paise nikaal rahe hain
Sirf ek photo, AI ka use, aur fake authentication - itna kaafi hota hai fraud ke liye
Isliye awareness hi sabse badi protection hai
Agar aap apna account safe rakhna chahte hain toh:
• mAadhaar app par jaakar apne biometrics lock karein
• Agar AEPS use nahi karte, toh bank se contact karke isse disable ya restrict karwa dein
इस स्कैम के बारे में और जानने के लिए देखें: https://www.instagram.com/p/DXvutGGjBp0/
Agar kabhi fraud ho jaye:
📞 1930 par turant call karein
#🌐 राष्ट्रीय अपडेट #📹 वायरल वीडियो #india #news