Hua Hai Aaj Pehli Baar... jo aise muskurane ka mann kiya. ❤️
Kuch log achanak zindagi mein aate hain...
aur phir har cheez pehle se zyada khoobsurat lagne lagti hai. ✨
Na unse milne ki planning thi, na unhe chahne ka iraada...
phir bhi dil unka ho jaata hai. 🫶
Shayad pehli mohabbat isi ehsaas ka naam hai. 🥀
Kya tumhe bhi kabhi kisi ko dekh kar pehli baar kuch alag mehsoos hua tha? 👇
#trendingreels #viralreels #reelitfeelit #huahaiaajpehlibaar #armaanmalik
#💓 मोहब्बत दिल से #📝लिरिकल वीडियो सॉन्ग्स #🌹प्यार के नगमे💖 #❤️Love You ज़िंदगी ❤️ #📜 Whatsapp स्टेटस