#💝 शायराना इश्क़ #💏 इश्क़-मोहब्बत #😍Love Status🥰 #💓 मोहब्बत दिल से #🌹प्यार के नगमे💖 Na maine tumhe roka tha 🥀
Na tumne mudkar dekha 💭
Bas ek khamosh sa fasla 🤍
Hum dono ke darmiyaan reh gaya 🖤
Tum apni duniya mein khush rahe 🌙
Main apni yaadon mein uljha raha 🌧️
Aur waqt ke saath 💫
Sab kuch badalta gaya ✨
Bas ek dard nahi badla 🥀
Ki kabhi tum meri zindagi ka hissa the 💔🌙🖤
Aur aaj sirf ek yaad ho… 🌙🥀💭