Bahar ki tez dhoop se ghar aate hi ice cold paani ya ice cream khane ka mann karta hai na… 🍦💧
Par Daadi kehti thi, thoda aaram se. Normal ya halka thanda paani dheere dheere piyo, body ko bhi zyada sukoon aur fresh feel hota hai. 🌿
Aaj tumhare ghar mein thanda paani ya matka ready hai kya…? 💛
#dadi #payri dadi #ghar #tips