Meri jaan aap mujhe kitni baar baar chod ke chale gaye or mene aapko utna baar baar ki apnaya tha 10 👈baar bhi Kam hai yani ki bahut baar baar ki chodke chale gaye the AAP mujhe 🥲🥲 lekin mene aapko ye sokh pura kar diya aapka baar baar ki chodke chale jane ka mujhe badnaam karne ki kiya jarurat thi aapko to sacchai aapko pata thi Tum mera pyar Ho mujhe badnaam karke dusri ladki ke pass me jane ka sahara le rahe ho AAP mujhe badnaam karke Tum Jao kisi bhi ladki ke pass me lekin please 🙏🙏 mujhe badnaam mat Karo ye to duniya hai is duniya ke samne jesha Tum bologe vesha Hi duniya samjhegi mujhe lekin bhagwan ke aage aapki bilkul bhi nahi chalegi or chalegi to meri sacchai ki bhagwan ke samne tumne to apne AAP KO musibat me dala hai bhagvan ke yha se bhi 😭❤️ भारत आपकी अंजली थी ये बस किसी ओर की नहीं होगी कभी भी नहीं ❤️😭
#💔 हार्ट ब्रेक स्टेटस #❤️Love You ज़िंदगी ❤️ #🌸 सत्य वचन #❤️जीवन की सीख