ஃபாலோவ்
⚔️αℓσɳε ɠเ૨ℓ⚔️
@1374ziddi_queen__
1,020
போஸ்ட்
40,746
பின்தொடர்பவர்கள்
⚔️αℓσɳε ɠเ૨ℓ⚔️
33 காட்சிகள்
20 நிமிடங்களுக்கு முன்
#my status⚔️💥 Ziddi queen 💥⚔️ meri ID se dur rahana Rahul aaj main sab khatm Karti hun Dusri ID per koi post nahin ho rahi. Bhad mein Jao tum aur tumhara do take ka pyar... Pura ek sal ho gaya... Mere dimag ka kachra Kar diya.. are tumse to acchi Mere dushman hai... dushmani to imandari se nibhate hain... Aur tumhari Jo fek wife... Banaa rakhi hai... Main sab Kuchh janti hun Tum logon ke pass koi Ghar nahin hai Jo yahan per bakwas kar rahe...ho majak banakar rakh Diya Mera. Tum logon ko koi status nahin hoga lekin mera hai... Mujhe block karo aur Chali Jao Meri Life se kabhi ham mile nahin.the... ab chaho Marne ki acting karo.... Yah Rone ki.... Mera Dil bahut.... Buri tarah nafrat kar raha hai.... Main jaaungi dusri ID per ... Main Apne sabhi doston ko Manaa lungi.... Tumhare samne agar kisi Ko Kuchh bola to samne Mujhe paoge.... You understand.... Get lost.... Meri life ka majak banaa diya tumne..... Are tumse baat karne mein ab.. Mujhe koi shauk nahin hai... Maine tumhen bahut bar bola tha... Ki mujhse kabhi nafrat mat karvana..... tumne Har bar apni limit cross ki.. main tum logon ki tarah online nahin rahti any time.... Ab dekhna Mujhe pahli wali Banti Hun main... Jo galat karne walon se bahut jyada nafrat ..... Karti hun main...... Ab mujhse panga Jera soch samajh kar lena.... Nahin To aise chir faad karungi.... Doctor stitching nahin kar payega Vah bhi confuse ho jaega....ok... Mujhe halke mein mat lena ab...... Main kya thi aur kya ban gai tumhari vajah se..... Nafrat Hoti hai jhuthe logon se jhutha dikhava I hate u....🦁🤟🦁⚔️👈