Darussalam Day – 14 February
AIMIM ke zair-e-ehtemaam 'Darussalam Day 14 February' ko poore josh, jazbe aur waqar ke saath manaya jaayega.
Is mauqe par baad Namaz-e-Maghrib Parchem Kushai anjaam dunga, aur uske baad khitaab karunga.
Is program ke dauraan Maharashtra mein kamyabi hasil karne wale nau muntakhab Corporators ko tehniyat pesh ki jaayegi.
Aaiye, is tareekhi din ka hissa banein aur Ittehad, Insaf aur Jamhooriyat ke is safar ko aur mazboot karein.
#AIMIM #AsaduddinOwaisi #darussalamday #14february #hyderabad
#hyderabad