फॉलो करें
Dil_Ka_Dastavez (Sajeed)
@1806908755
49
पोस्ट
39
फॉलोअर्स
Dil_Ka_Dastavez (Sajeed)
406 ने देखा
2 घंटे पहले
​Har tootne wala sapna ek naya sabak de jata hai... 🌧️🎭 #SajidShayari #SadVibe #Sad Shayari #sad status
Dil_Ka_Dastavez (Sajeed)
770 ने देखा
14 घंटे पहले
​Lafz toh bas panno par bikhre hain... 📜💔 Asli dard toh is barish ki boondon mein chhupa hai. #Sad Shayari
Dil_Ka_Dastavez (Sajeed)
696 ने देखा
1 दिन पहले
​Dil ka dastavej... 📜💔 Kuch dard aise hote hain jo lafzon mein bayaan nahi hote, bas khamoshi mein dhal jaate hain. #sad status
Dil_Ka_Dastavez (Sajeed)
1.3K ने देखा
2 दिन पहले
Kitna mushkil hota hai kisi ko khokar kisi ka hona, Par har raat ko padta hai unki yaadon mein rona. 😭💔 Roz aisi hi shayari ke liye FOLLOW kar lo please bhai! 💔👇 #SadShayari #Sad Shayari
Dil_Ka_Dastavez (Sajeed)
1.3K ने देखा
3 दिन पहले
"Zahar ka asar toh phir bhi thoda dheere hota hai... magar kisi ke badal jaane ka dard pal bhar mein maar deta hai. 💔" #Sad Shayari
Dil_Ka_Dastavez (Sajeed)
1.4K ने देखा
3 दिन पहले
​"Chehre ki hansi toh sabko dikh jaati hai, par is khamoshi ke peeche kitna dard chhupa hai... ye koi nahi samajh pata. 💔😔" #Sad Shayari
Dil_Ka_Dastavez (Sajeed)
1.6K ने देखा
4 दिन पहले
"Ek sulagti hui cigarette, ek khamosh raat aur teri yaadein... bas yahi bacha hai ab meri zindagi mein. 💔🚬" #Sad Shayari
Dil_Ka_Dastavez (Sajeed)
1.7K ने देखा
4 दिन पहले
"Dil ka dard ab dhuaan bankar ud raha hai... tere baad ab hamara kaun raha hai? 🖤💨" #Sad Shayari