फॉलो करें
kya hhh...
@2567483017
180
पोस्ट
2,983
फॉलोअर्स
kya hhh...
264 ने देखा
M uski kutiya k baad jb jb usse mili mujhe wo khushi nahi mili jo humesha se milti thi ..phir bh mere paas hoker bh wo mere dard ko samjh nahi paaya mujhe feel nahi kr paaya ki m kyu pareshan hu ..kya wajh h jo m esi ho gayi ...use kuch nazar nahi aaya ....usne mujhse jo bh language m baat ki wo mujhse chik chik kr keh rahe h ki use kabhi me jaruri thi hi nahi .....kaash mn sab kuch Dil se nahi dimaag se socha hota ..😭😭😭😭💔💔💔💔💔💔 #💔 हार्ट ब्रेक स्टेटस
kya hhh...
486 ने देखा
Wo khud photos post kr rakha h kutte logo k saath ..or bahane leta h ki mera to koi relation hi ni h khud dard diya khud n dhoka diya khud n game khela use pragnant kiya ,use first night bh ni choda ,uske liye mujhse baat baar jhut bola uski wajh se mujhse jhagda Kara mujhe rota hua choda uske saath milker mujhe hurt Kara ..uske kehne se pehle uski har chij ka dhyaan rakha or phir mujhse bola tu jesa samjhti h wesa ni h 🤣🤣🤣mujhe kitna pagal banaya usne ..mujhse chahta tha ki me mera relation door rakhu or khud jo mn aaya wo krta raha uske saath ...kya ise pyaar khte h ...pyaar to mn kiya h jo ruh kapti h kisi k paas jaane k baare m sochkr bh or wo rangraliyan manata raha ...sirf mujhe hurt krne k liye usne mere pyaar ka mazaak banaya or jb mn sawaal kiye to jawaab m usne meri hi beijjati ki .....kaash wo meri jindagi me kabhi na aaya hota.....😭💔💔💔💔💔 #💔 हार्ट ब्रेक स्टेटस
kya hhh...
499 ने देखा
Khud galat hoker usne kabhi apni galti nahi maani ..kehta tha pyaar karta hu ...jo pyaar krte hai wo beijjati nahi karte .. cheating nahi karte ...pr use pyaar tha hi kaha use sirf attraction tha mujhse isiliye to shadi hote hi wo ek jhatke m kisi k karib chala gaya ..fb pr aaj uski photo post h or mujhse kehta h mn dil dukhaya ...🤣🤣kaash usne khud me jhanka hota to mera dil nahi toota hota mujhe cheat krk mujhe hi galat tehraya usne kher ....koi ni ab jo wo samjhe Jo wo bole I'll accepted... Because I am just quiet..from now on ..I only trust my God ...usse ek din nahi ruka gaya biwi ko aate hi mujhse jhut bolne laga ...mujhe baar baar hurt krta raha ..mera dil chik chik kr usse bola mujhe dard ho raha h phir bh use fark nahi pada ...or aaj anaap shanaap bak Raha h to its ok ....wo saccha or m jhuti khush raho #💔 हार्ट ब्रेक स्टेटस
See other profiles for amazing content