#📲मेरा पहला पोस्ट😍 #💓 मोहब्बत दिल से #💝 शायराना इश्क़ #💞दिल की धड़कन #💔 हार्ट ब्रेक स्टेटस
Ye baat kitni sach hai? Nafrat turant dikh jaati hai, par mohabbat ko pehchanne mein log umar bita dete hain. 💔
Written by: @imteyaz_writes
Doston, kya aapke saath kabhi aisa hua hai ki kisi ne aapki sachchi mohabbat ko samajhne mein bahut der kar di ho? Apne anubhav comments mein share karein. Humein aapke support ki zarurat hai, isliye is video ko doston ke saath SHARE zaroor karein aur mujhe Follow karein!