फॉलो करें
Whitebliss
@4865879087
10
पोस्ट
5
फॉलोअर्स
Whitebliss
417 ने देखा
15 दिन पहले
Part-4 ✅ Meditation ke devta Shiv ji ko yog aur meditation ka adi guru mana jata hai. Wo vairagya (detachment) aur inner peace sikhate hain. #ओमनमःशिवाय #whitebliss #follow
Whitebliss
746 ने देखा
18 दिन पहले
Part-3 ✅ Shiv ji ka roop aur symbols • 🔱 Trishul → creation, protection, destruction ka symbol • 🐍 Naag (saap) → ego par control aur power • 🌙 Chand maatha par → time aur balance • 💧 Ganga ji baalon mein → purity aur life flow • 🔥 Third eye → wisdom aur negativity ka vinash • 🐂 Nandi bail → unka vahan (vehicle) #omnamahshivaye
Whitebliss
457 ने देखा
20 दिन पहले
Bhagwan shiv k baare mein basic jaankaariya Part 1 ✅ Trimurti ka hissa Hindu dharm mein 3 main devta hote hain — Brahma (creator), Vishnu (preserver), aur Shiv (destroyer + transformer). Shiv ji destruction ke saath-saath nayi shuruaat ka bhi symbol hain. #shiv #ओमनमःशिवाय #Tarot card reading #follow #whitebliss
Whitebliss
609 ने देखा
20 दिन पहले
Angels spiritual beings hote hain jo Heaven aur Earth ke beech bridge ka kaam karte hain 🌍 “Angel” word Greek word “Angelos” se aaya hai, jiska meaning hota hai “Messenger.” Angels 🧚🏻‍♀️ ko God ke messengers aur servants maana jata hai, jo individuals aur even nations ko guide aur protect karte hain. #tarot #tarotreading #currentfeelings #Godguidance #hinditarotreading #angels #whitebliss
See other profiles for amazing content