फॉलो करें
vicky
@492887152
21
पोस्ट
30
फॉलोअर्स
vicky
2.3K ने देखा
2 दिन पहले
Ye mere apai soch he jo aam aadmi ke liye nahi boll rahe he garibon ko ab atahatya karne par majboor kar rahe he #💔दर्द भरी कहानियां
vicky
621 ने देखा
2 दिन पहले
In Sir Ji Ne garibon ke liye kuchh ladne ke liye socha lekin inki hramkhor party Ne inhen Bhar Kar Diya mujhe bahut achcha Laga sar Raghav Chadda ji ka ya byan mobile walon Ko lekar Jo ladiss keypad Chala rahi hai to unka recharge itna mahanga kyon iske khilaf Main bhi tha aur jab recharge 30 din ka hai to 28 din kyon iske khilaf bhi Main tha aur jab recharge khatm ho to SIM band kyon Karti Hai company iske khilaf mein tha dusra option smart meter ke khilaf Hun Main bhi aur schoolon ke course ke khilaf Hun Main bhi yah log ab garibon Ko jeene nahin de raha hai Garib logon Ko Aisa samajh liya hai inhone ki Garib log jahar kha Le aur apne aap hi Mar ja mein apna Marne ka Kam nahin kar raha hai Amir log garibon ko maar rahe hain jahar Dene ka hisab Kar Raha Hai yah Main khud Kah Raha Hun is baat Ko majbur kar rahe hain garibon ko marne per schoolon ka course kahan padalega ek bacche ka code 3000 5000 jiski salary 6000 Hai do bacchon ka course Kahan Se Le legi vah ladiss jiska husband nahin Hai pahle aise course nahin the Insan ka course hajar barah sau rupaye mein course aata tha pahle aap apni Sanstha kyon banaa rahe ho dress ke liye har dukandaron per dress milane chahie na dress itni sasti milegi Jo schoolon ke pass hajar ki Hai vah dress aam dukaan per ₹300 ki Hai Main khud is chij ki guarantee leta Hun 150 ki side market mein mil jaati Hai Lekin yah shirt ₹500 ki dete Hain Jo copy market mein 15 ki milati Hai ₹30 ki dete Hain Main iske khilaf hun Koi Mera byan sune to Jo meri chij ko padhe kripya karke vinati karke support Karen isko kyunki yah log garibon ko maar rahe hain ab nahin de raha hai #💔दर्द भरी कहानियां
vicky
623 ने देखा
5 दिन पहले
Kam Dham to vaisi nahin Hai aur upar Se bijali walon Ne itna dimag kharab kar rakha hai ki paise nahin Hai Jeb mein to bijali ka bil Kat dete Hain aur school ke course mein bhi itna kar rakha hai ki har sal course Badal dete Hain jiski salary 8000 Ho to vah do bacchon ka course khareed ke 8-9000 ka Ho Gaya to bijali wale se poochha jaaye kya kare ab ham bi jahar kahale sarkar se puchna cahata hu batayiye sab adikaari se puchna cahata hu kitne jage to kaam bi nahi mill raha he or upar se ye bijli ne jaan leli #💔दर्द भरी कहानियां