#๐My Status Reminder ๐๏ธ
Tahajjud ki woh khamosh raatโฆ jahan sirf tum ho aur Allah ๐ค
Jab sab so rahe hote hain, Allah tumhari awaaz sun raha hota hai Dil se ki hui Dua kabhi zaya nahi jaati, chahe qabooliyat ka waqt thoda der se aaye ๐ฅบ
Aaj Raat sajde me gir kar apne sapne, dard aur khwahishein ALLAH ko bata doTawakkul rakhoโฆ jo tum maang rahe ho, shayad usse behtar likha ja chuka hai.
Ramadan ka har lamha ek mauka hai โ uth jao, dua karo, aur yaqeen rakho ๐คฒ๐ปโค๏ธ๐ฅบ