🤲 Ek Hindu aurat ne madad maangi…
Ek Musalmaan shaks ne bina soche samjhe grocery aur paise dekar unki madad ki ❤️
Aaj bhi insaaniyat zinda hai. #💞دعا میں یاد رکھنا 🤲🏻
❤️ Na dharm dekha, na jaat…
Ek buzurg Musalmaan ne Hindu vyakti ki jaan bachane ke liye turant CPR diya. 🤲🥺 #💞دعا میں یاد رکھنا 🤲🏻
Aise log hi insaaniyat aur mohabbat ko zinda rakhte hain. 🌍