Follow
safiya
@safiaamirun
21,686
Posts
70,976
Followers
safiya
393 views
4 hours ago
> Waqt kabhi aik jaisa nahi rehta. *Aaj ka sabr kal ki jeet ban kar laut'ta hai. Bas himmat mat chhorna.* > Achay lamhat ke liye nek tamannaen aur duaein hain ke Allah Subhanahu wa Ta'ala *aap ko har mausam aur har pal har tor apni hifz-o-amaan mein sada shaad-o-abaad* > khush-o-khurram aur khair-o-aafiyat, tandurust-o-tawana aur dili o zehni sukoon se rakhe. *Ameen ya rab’bul alameen ✨🤲🏻#quran
safiya
422 views
4 hours ago
> Mujhe maloom hai ke Allah Ta’ala ka intezaar karna bohat dardnaak hota hai. *Mujhe pata hai tum sukoon ke liye dua kar rahe ho, ro rahe ho, aur Allah se madad maang rahe ho.* > Tum dua kar rahe ho ke namumkin cheez mumkin ban jaaye. *Magar Allah Ta’ala aur uske plan par bharosa rakho. Sab kuch behtareen tareeqe se hoga. Shayad ek mahina lage, ek saal lage, ya kuch saal, lekin jo cheez tumhare liye likhi gayi hai, woh sirf tumhari hi hogi.* > Mujhe pata hai intezaar mushkil hai jab tumhe yaqeen nahi hota ke kuch hoga ya nahi, lekin hamesha yaad rakho ke Allah ka faisla sabse taqatwar hai. *Agar koi cheez tumhare liye likhi gayi hai to Allah tumhe us waqt ata karega jab waqt sahi hoga.* > Allah tumhe aasani ata kare aur tumhein iss intezaar ke dauran sukoon naseeb ho, jisey hum zindagi kehte hain. ❤️#namaz
safiya
757 views
1 months ago
> Only for Indians https://chat.whatsapp.com/HWEeA6PwMi0CXMeo6UmWt6?mode=wwc Join Arabic Grammar Course to understand the Quran easily! Learn the most effective and simple method without any hesitation or doubt. In a very easy and clear way, you’ll be able to understand the meanings of the Quran directly. Don’t miss this opportunity — join now and invite your friends and family too, so they can also learn and connect deeply with the Quran in an easy and beautiful way. 📌 Agar koi is course krne ke bad apni islah krlein yah us par amal krna kag jaye 📍 to shamil hone ya share karne walay ko bhi utna hi ajar milega jitna is neki ka sabab banne ya is mein shareek hone walay ko milta hai — aur is ke apne ajar mein koi kami nahi ki jaye gi. > Yeh aap ka sadaqah jariyah ban sakta hai! Rasool Allah ﷺ ne farmaya: "Jo kisi neki ki taraf rehnumai kare, us ke liye bhi waisa hi ajar hai jaisa us neki ko karne wale ko milta hai." (Sahih Muslim: 1893)#عربی مدارس
safiya
638 views
1 months ago
✨Har woh cheez jo tumhein Allah ka nafarmaan banati hai, Allah ki ita’at se bahar nikalti hai, tumhein Allah se door karti hai, tumhein ibadat se rokti hai, woh haqeeqatan aur sarasar tumhari dushman hai. Apne dushmanon ko talash kijiye aur khud ko in se mehfooz rakhiye. Woh koi kaam ho sakta hai, koi shakhs ho sakta hai, ya koi cheez bhi ho sakti hai jiske muhabbat/lazzat mein insaan Allah ki hadon se tajawuz karta hai. ہر وہ چیز جو تمہیں اللّٰــہ کا نافرمان بناتی ہے اللّٰــہ کی اطاعت سے باہر نکالتی ہے تُمہیں اللّٰــہ سے دور کرتی ہے تمھیں عبادت سے روکتی ہے وہ حقیقتاً اور سراسر تمھاری دُشمن ہے۔ اپنے دشمنوں کو تلاش کیجئے اور خود کو اِن سے محفوظ کیجئے وہ کوئی کام ہو سکتا ہے کوئی شخص ہو سکتا ہے کوئی چیز بھی ہو سکتی ہے جس کی محبت/ لذّت میں انسان اللّٰــہ کی حدوں سے تجاوز کرتا ہے۔ 🤍🌷✨🌟#🐧بچوں کے کارٹون
safiya
523 views
1 months ago
ہر وہ چیز جو تمہیں اللّٰــہ کا نافرمان بناتی ہے اللّٰــہ کی اطاعت سے باہر نکالتی ہے تُمہیں اللّٰــہ سے دور کرتی ہے تمھیں عبادت سے روکتی ہے وہ حقیقتاً اور سراسر تمھاری دُشمن ہے۔ اپنے دشمنوں کو تلاش کیجئے اور خود کو اِن سے محفوظ کیجئے وہ کوئی کام ہو سکتا ہے کوئی شخص ہو سکتا ہے کوئی چیز بھی ہو سکتی ہے جس کی محبت/ لذّت میں انسان اللّٰــہ کی حدوں سے تجاوز کرتا ہے۔ 🤍🕊️🌼🦢#🐧بچوں کے کارٹون
safiya
647 views
1 months ago
Conatct to join 9063618784> Let’s transform together the best transformation of the life Starting from Monday -one week course > For indain students Parda series one week course https://chat.whatsapp.com/CVstZd5V2EyBOVsndzN1NM?mode=ems_copy_c 📌 Agar koi is course krne ke bad apni islah krlein yah us par amal krna kag jaye 📍 to shamil hone ya share karne walay ko bhi utna hi ajar milega jitna is neki ka sabab banne ya is mein shareek hone walay ko milta hai — aur is ke apne ajar mein koi kami nahi ki jaye gi. > Yeh aap ka sadaqah jariyah ban sakta hai! Rasool Allah ﷺ ne farmaya: "Jo kisi neki ki taraf rehnumai kare, us ke liye bhi waisa hi ajar hai jaisa us neki ko karne wale ko milta hai." (Sahih Muslim: 1893) #پردہ #سرکار کی چاہت پردہ ہے #عورت
See other profiles for amazing content