Follow
Deen ki Dawat
@sunnatwale
13
Posts
10
Followers
Deen ki Dawat
539 views
1 months ago
Imaan Ki Fikr Sahaba apne Imaan ko lekar bahut darte the. Aaj hum kitne be-fikr ho gaye hain #Imaan #Hadith #Sahaba #IslamicStatus #DeenKiDawat #MuslimLife #---
Deen ki Dawat
582 views
1 months ago
Asal M Imaan kya hai #IslamicStatus #IslamicThought #MuslimLife #HalalContent #❤️अस्सलामु अलैकुम
Deen ki Dawat
647 views
1 months ago
Kisi Se Kuchh Nahi Hota Sirf Allah Se Hota Hai Doctor ki dawa mein apni taraf se shifa nahi hoti Shifa hoti hai sirf Allah ke hukm se Ek hi dawa ek ko faida deti hai aur doosre ko nuksan Is se pata chalta hai ke bimari aur shifa ka malik sirf Tanha Allah hai Deen Ki Dawat @sunnatwale #SirfAllah #ShifaAllahSe #Tauheed #Iman #Tawakkul #IslamicContent #HalalContent #❤️अस्सलामु अलैकुम #☪ सूफी संगीत 🕌
Deen ki Dawat
452 views
2 months ago
Sirf Allah Hi Nafa Nuksan Deta Hai Is video mein Tauheed par wazeh baat ki gayi hai. Koi cheez nafa ya nuksan dene wali nahi jab tak Allah ka hukm na ho. Allah Ta’ala kisi ka paband nahi, har kaam ka banane aur bigadne wala sirf Tanha Allah hai. Is liye yaqeen rakhiye, sirf Allah se hota hai, ghairon se aur kisi se kuchh nahi hota Deen Ki Dawat @sunnatwale #Tauheed #SirfAllah #NafaNuksan #Iman #Tawakkul #Kalma #DeenKiDawat #IslamicContent #HalalContent #ShareChat #❤️अस्सलामु अलैकुम #☪ सूफी संगीत 🕌
Deen ki Dawat
582 views
2 months ago
Agar aap 6 Sifaat seekhna chahte hain aur Islamic zindagi guzarna chahte hain to Deen ki Dawat dena zaroori hai Deen ki Dawat ka rasta Allah ke raste mein nikalna hai yahi Dawat o Tabligh hai Is short video mein isi baat ko asaan lafzon mein samjhaya gaya hai Poora dekhein aur Deen ki baat aage pahunchayein @sunnatwale #DeenKiDawat #6Sifaat #ChheSifaat #DawatOTabligh #IslamicZindagi #AllahKaRasta #DeeniBaat #MuslimLife #IslamicVideo #ShareChat #❤️अस्सलामु अलैकुम #muslim #share all muslim
Deen ki Dawat
557 views
2 months ago
6 Sifaat par ghar ki taleem Masturat ki mahana / hafte wali taleem Iman Namaz Ilm aur Zikr Ikram-e-Muslim Ikhlas-e-Niyat Dawat o Tabligh Kya is taleem mein mardon ka bayan hota hai ya nahi? Mukammal bayan isi video mein Allah humein sahi samajh aur sahi amal ki taufeeq de Aameen Assalamu Alaikum Deen Ki Dawat @sunnatwale #MohammedFaiz #DeenKiDawat #sunnatwale #6Sifaat #ChheSifaat #Masturat #Taleem #DeeniTaleem #IslamicContent #ShareChat #❤️अस्सलामु अलैकुम #🙏कर्म क्या है❓
See other profiles for amazing content