AIMIM

innocent_viral
655 views
4 months ago
Allah hum sab ki ibaadato'n aur duaao'n ko qubool farmaaye. 📍Old Eidgah Ground, First Lancer, Hyderabad #AIMIM #AsaduddinOwaisi #dawateiftar #Firstlancer #hyderabad
innocent_viral
686 views
5 months ago
AIMIM ke Zer-e-Ehtemaam Hyderabad ki tareekhi Mecca Masjid mein Jumat-Ul-Wida ke Mauqe per (13 March 2026) ko baad Namaz-e-Jummah "Jalsa Youm-Ul-Quran" mun'aqid hoga. Jisme Maulana Syed Zaheer Uddin Ali Sufi Quadri Sahab, Maulana Mufti Anwar Ahmed Quadri Sahab aur mera khususi khitab hoga. Aap tamaam se guzarish ki jaati hai ke kaseer taadaad mein is Jalsa Youm-Ul-Quran mein shirkat karein. #AIMIM #AsaduddinOwaisi #jalsaYoumulquran #MeccaMasjid #hyderabad
innocent_viral
608 views
5 months ago
AIMIM Floor Leader Janab @akbarowaisiofficial Sahab ne Barrister Fatima Owaisi KG to PG Campus, Bandlaguda mein Halqa-e-Assembly Chandrayangutta ki khawateen mein Sewing machines taqseem ki. Sewing machines taqseem ka maqsad khawateen ko ba-ikhtiyar banana, unhein rozgaar ke mauqay faraham karna hai. Is se unke ghar ki maali haalat behtar hogi aur wo khud mukhtaar banengi. AIMIM party hamesha khawateen ki taraqqi aur behtari ke liye kaam karti rahegi. #AIMIM #AkbaruddinOwaisi #sewingmachine #Chandrayangutta #Owaisi
innocent_viral
744 views
5 months ago
AIMIM Nampally MLA Mohammed Majid Hussain Sahab Distributed AIMIM Subsidy Scheme Salar Pakwan Gas Kit at Sadath Ground, Mallepally AIMIM Nampally Assembly Constituency Corporators, AIMIM Primary unit Members and well Wishers were present. . #reels #reelsinstagram #viral #exploremore #AIMIM #ramzan
innocent_viral
2.4K views
5 months ago
विकसित भारत तभी बनेगा जब मुसलमानों के साथ इंसाफ़ होगा। #AIMIM #ViksitBharat #darussalamday #owaisi #darussalam #hyderabad #aimim68years
innocent_viral
626 views
5 months ago
आईपी गुप्ता साहब की समाज की लड़ाई हमारी भी लड़ाई होगी, हम हर नाइंसाफी के खिलाफ मजबूती से आवाज़ उठाएंगे। #AIMIM #AsaduddinOwaisi #darussalamday #owaisi #darussalam #hyderabad
innocent_viral
4.9K views
5 months ago
Welcome To Hyderabad Darussalam AIMIM head office Maharashtra Corporater #AIMIM #duet#maharashtra #hyderabad #🇮🇳قومی جانکاریاں📰
innocent_viral
733 views
5 months ago
Darussalam Day – 14 February Aaiye mil kar is din ko yaadgaar banayein aur apne ittehad ka paigham dein. #AIMIM #darussalam #darussalamday #AsaduddinOwaisi #AsaduddinOwaisi #hyderabad