ईद मिलादुन्नबी मुबारक 🇸🇦

➤⃝ᶦᵐ꯭سᷤــⷴــͭــͥــͬــᷱــــمِنا«❥͜͡✬
1.3K views
9 hours ago
Assalamu Alaikum Everyone! 🤍💚 🌹 Eid-e-Milad-un-Nabi Mubarak 🌹 Aaiye is mubarak mauke par mohabbat, aman aur adab ka paighaam phailayein. 🤲 Juloos mein DJ, gaane, sharab aur kisi bhi galat harkat se bachein. Kisi bhi insaan, chahe Muslim ho ya Non-Muslim, ko takleef na dein. Apne haathon mein saada hara jhanda lekar pyaar aur izzat ke saath shaamil hon. Allah Ta'ala humein Huzoor ﷺ ki seerat par chalne ki taufeeq ata farmaye. Aameen. 🤲💚 #ईद मिलाद-उन-नबी मुबारक #🤲अल्लाह हु अक़बर #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋 #🤲 दुआएं