Police ya Sarkari adhikari bankar video call? Yeh ek scam hai jisse Digital Arrest khete hai.
WhatsApp par video call karke scammers buzurgon ko daraate, dhamkaate hain aur paise thagne ki koshish karte hain.
Yaad rakhiye:
- Video call par koi bhi sarkari adhikari na toh call karta hai, na hi giraftari karta hai.
- Aisa koi call aaye toh turant call kaat dein aur 1930 par report karein.
#👳♂️सीनियर सिटीजन 👵 #I4C #mha
01:00

