#🤲इस्लाम की प्यारी बातें #❤️अस्सलामु अलैकुम #islamic #🤲 दुआएं
🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃
🌺 حَدَّثَنَا يَحْيَى بْنُ بُكَيْرٍ ، حَدَّثَنَا اللَّيْثُ ، عَنْ عُقَيْلٍ ، عَنِ ابْنِ شِهَابٍ ، قَالَ : أَخْبَرَنِي أَبُو سَلَمَةَ ، أَنَّ أَبَا هُرَيْرَةَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ ، قَالَ : سَمِعْتُ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ ، يَقُولُ لِرَمَضَانَ : مَنْ قَامَهُ إِيمَانًا وَاحْتِسَابًا ، غُفِرَ لَهُ مَا تَقَدَّمَ مِنْ ذَنْبِهِ .
🌺हज़रत अबू हुरैरा (रज़ि अल्लाहु अन्हु) ने बयान किया कि मैंने रसूलुल्लाह ﷺ से सुना, आप ﷺ रमज़ान के फ़ज़ाएल बयान फ़रमा रहे थे कि जो शख्स भी इसमें ईमान और नीयत-ए-अजर और सवाब के साथ (रात में) नमाज़ के लिए खड़ा हो, उसके पिछले गुनाह माफ़ कर दिए जाएंगे।
🌺 Hazrat Abu Hurairah (razi Allahu anhu) ne bayan kiya ke maine Rasoolullah ﷺ se suna, aap ﷺ Ramzan ke fazail bayan farma rahe the ke jo shakhs bhi is mein imaan aur niyat-e-ajr o sawab ke sath (raat mein) namaz ke liye khada ho uske Pichhle gunah maaf kar diye jayenge.
🌺 حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ نے بیان کیا کہ میں نے رسول اللہ ﷺ سے سنا ، آپ ﷺ رمضان کے فضائل بیان فرما رہے تھے کہ جو شخص بھی اس میں ایمان اور نیت اجر و ثواب کے ساتھ ( رات میں ) نماز کے لیے کھڑا ہو اس کے پچھلے گناہ معاف کر دیئے جائیں گے ۔
🌺Hazrat Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) narrated that I heard the Messenger of Allah ﷺ saying, while mentioning the virtues of Ramadan, "Whoever stands in prayer (Qiyam) during its nights with faith and the intention of earning reward, his past sins will be forgiven."
📜 *wazahat:* Jo shakhs imaan aur ajr o sawab ki niyat se Ramzan ki raaton mein qiyam karega, uske pichhle gunah maaf kar diye jayenge. Yahan qiyam se murad qiyam-e-Ramzan (yaani Taraweeh ya Tahajjud ki namaz) hai, jo Ramzan Mubarak ki raaton mein padhi jati hai. Is hadees se maloom hota hai ke ye ibadat Allah Ta'ala ki rehmat aur maghfirat hasil karne ka behtareen zariya hai, basharte ke ise khalis niyat aur ikhlas ke sath ada kiya jaye.
📚 _*sahih Bukhari: jild 3, Kitab Salat ul taraweeh 31, hadith no. 2008*_
●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●
https://whatsapp.com/channel/0029Va49w043QxRuVlTnt42a
📷 *INSTAGRAM* https://instagram.com/_aaj_ki_hadees
●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●
Aaj Ki Hadees ~
Channel • 24K followers • 📢Follow Hadith of the Day channel on WhatsApp: https://whatsapp.com/channel/0029Vb2Kx9X8F2p7xfa27k0D
📱 *JOIN FACEBOOK* https://m.facebook.com/aajkihadees.akh
💠 *JOIN TELEGRAM* https://t.me/aajki_hadees
📷 *INSTAGRAM* https://instagram.com/_aaj_ki_hadees
Ye channel har roz Hadees ki la-fani hikmat ko share karne ke liye makhsoos hai. Har hadees العربية, हिंदी, Roman Urdu, اردو, aur English mein post ki jati hai, taake har shakhs asani se isse faida utha sake. Hamara maqsad ye hai ke Mohammad ﷺ ki taleemat par ghoro-fikr karen aur unhe apni rozana zindagi mein shamil karen. Hume rozana roohani ilham hasil karne ke liye join karen, aur ye yaad-dihaniyan aapki zindagi ke safar mein sukoon aur hidayat ka sabab bana

