ShareChat
click to see wallet page
search
#🍚రమజాన్ స్పెషల్👚 #🌙రమజాన్ స్టేటస్🤲 #☪️ఖురాన్ సూక్తులు🤲 #☪రంజాన్ కోట్స్📝 #🤲🏻దువా☪
🍚రమజాన్ స్పెషల్👚 - Laylatul Qadr Dua Yaa Allah Tu Mere Dil Ki Har Baat Janta Hai , Ager Mai Mangna Bhool Jau Tab Bhi Tu Meri Zarurat Ko Janta Hai Yaa Allah Mere Tamam Gunah Maaf Frma De Insta- @ islamic posto766 Yaa Allah Tu Maaf Karne Wala Hai Aur Maafi Ko Pasand Karta Hai , Bas Tu Mujhe Maaf Kar De . Insta @islamic posto786 Yaa Allah Mere Dil Ko Paak Kar De , Mere Imaan Ko Mazboot Kar De , Aur Mujhe Hidayat Per Hamesha Qayam Rakh . Yaa Allah Mujhe Aur Mere Waledain Ko Maaf Farma Aur Ham Sab Ko Jannat ul Firdaus Ata Farma , Yaa Allah Mere Rizk Me Halal Barkat Ata Farma , Mere Dil Ko Sukoon De Aur Meri Pareshaniyo Ko Door Kar De . Yaa Allah Mujhe Un Logo'n Me Shamil Farma Jinse Tu Razi Ho , Yaa Allah Jo Mere Lie Behtar Hai Wo Mujhe Ata Farma De.Aameen Summa Aameen Insta - islamic posto786 سلامت ISLAMIC POST 0786 - ShareChat