Phir se yaad dila raha hoon dost…
Naukri buri nahi hoti, lekin sirf usi ka intezar karte rehna bhi sahi nahi. Allah ne har insaan ke andar koi na koi hunar zaroor diya hai — bas zarurat hai usse pehchanne aur khud par yakeen karne ki.
Chhota sa business bhi izzat, azaadi aur behtar mustaqbil ki shuruaat ban sakta hai.
Mehnat karo, dua karo aur tawakkul ke saath pehla kadam uthao — InshaAllah raste khud aasaan hote jayenge 🤲✨
#📈 बिजनेस अपडेट #👨💻बिजनेस आइडिया💡 #💼 मेरा बिजनेस👨💼 #sharechat #follow


