ShareChat
click to see wallet page
search
#🙌نیک اصلاح #مبارک #🥰 ٱلْحَمْدُ لِلَّٰهِ 🤗 #🥰 سبحان الله 🤗 #🤲دعاء
🙌نیک اصلاح - كراسبم ناضمر* *Alhamdulillah! Rehmat Maghfirat aur Nijaat ka mahina phir se hamare darmiyan aa gaya hai* *Yeh woh mubarak mahina hai jisme Qur'an nazil hua, duaein qubool hoti hain aur gunah maaf kiye jate hain Aaiye is Ramzan ko sirf bhookh aur pyaas tak mehdood na rakhein, balki apni zindagi ko badalne ka zariya banayein * *Namaz ki pabandi karein Quran ki tilawat badhayein sadqa 0 khairat karein aur apne akhlaaq ko behtar banayein * *Allah Taala hum sab ko is mubarak mahine ki qadr karne zyada se zyada ibadat karne apni maghfirat hasil karne ki taufeeq ata aur farmaye * *Allah kare yeh mubarak mahina humein apne aur qareeb kar de hamare dil saaf kare aur hamara imaan mazboot kare * *Hamare roze qubool ho, hamari duaein qabool ho, aur hamare gunah maaf ho jayein * *Yeh Ramadan hamare liye Deen ki taraf ek nayi shuruaat ban jaye * *Aap sab ko aur aap ke ghar walon ko dil se Ramzan Mubarak ًبَراَی نیمآ* نیِمَلاقْلا كراسبم ناضمر* *Alhamdulillah! Rehmat Maghfirat aur Nijaat ka mahina phir se hamare darmiyan aa gaya hai* *Yeh woh mubarak mahina hai jisme Qur'an nazil hua, duaein qubool hoti hain aur gunah maaf kiye jate hain Aaiye is Ramzan ko sirf bhookh aur pyaas tak mehdood na rakhein, balki apni zindagi ko badalne ka zariya banayein * *Namaz ki pabandi karein Quran ki tilawat badhayein sadqa 0 khairat karein aur apne akhlaaq ko behtar banayein * *Allah Taala hum sab ko is mubarak mahine ki qadr karne zyada se zyada ibadat karne apni maghfirat hasil karne ki taufeeq ata aur farmaye * *Allah kare yeh mubarak mahina humein apne aur qareeb kar de hamare dil saaf kare aur hamara imaan mazboot kare * *Hamare roze qubool ho, hamari duaein qabool ho, aur hamare gunah maaf ho jayein * *Yeh Ramadan hamare liye Deen ki taraf ek nayi shuruaat ban jaye * *Aap sab ko aur aap ke ghar walon ko dil se Ramzan Mubarak ًبَراَی نیمآ* نیِمَلاقْلا - ShareChat