ShareChat
click to see wallet page
search
Ya Allah 🤲 Agar ye raat Laylatul Qadr ho… toh hamare gunahon ko maaf farma de. Hamare dilon ko hidayat aur sukoon ata farma. Hamare walidain par apni rehmat barsa, aur hamare gharon ko barkat se bhar de. Jo log pareshani, gham aur mushkil mein hain unhe aasani aur sukoon naseeb farma. Hamari zindagi ko apni rehmat se roshan kar de aur hamari aakhirat ko jannat se saja de. Ameen 🤍 . . . #🤲آمین ثم آمین یارب العالمین 🤲
🤲آمین ثم آمین یارب العالمین 🤲 - Islam The Way Of Life Ya Allah Ramadan ke ye aakhri din hain ... Ho sakta hai hamari ibadat kam ho ho , lekin teri rehmat kabhi kam nahi hoti . Jo gunah humne jaankar kiye aur jo anjaane mein ho gaye ... sab ko maaf farma de . Is Ramadan ko hamare liye SCOOPS maghfirat aur najat ka zariya bana de . LV ICE CREAM Hamare walidain , ghar walon aur doston par apni rehmat aur hifazat ka saya rakh . Aur humein Laylatul Qadr ki barkat naseeb farma . Ameen - ShareChat