ShareChat
click to see wallet page
search
Roza sirf khud ko booqa piyasa rakhne ka naam nahi Apni aankhein apni zaban apna dill chalna phirna sab ki hifazat karne ka naam haiRamadan me kuch baaton ka khaas khayal rakhna zaroori hai; sirf roza rakhna hi nahi balki zaban ko geebat se, dil ko hasad se aur nazar ko gunaah se bachana bhi ibadat ka hissa hai, is mahine me sabr ko apna zevar banaiye, namaz ko apni taqat aur dua ko apna sahara, kyunki Ramadan sirf bhook aur pyaas ka naam nahi balki kirdar ko saaf aur rooh ko roshan karne ka mauka hai. ✨🥀💯 #رمضان #انشاءالله تعالی' Aap Ramadan me sabse zyada kis cheez par focus karte hain? A •Zaban aur rawaiyya sudharna B •Namaz aur dua ki pabandi C •Sabr aur self control . . . . . . . . . . Ramadan
رمضان - ShareChat