1037 shares
More like this
- ❤️⃟ ماشاءاللہ لا حول ولا قوۃ الا باللہ❤️⃟🥺jab Gujar jayenge maah 11 Teri amad ka phir sor hoga pr kay Bharosa meri zindagi ka alvida alvida mahe Ramadan-🥹Shab-e-Qadr Islam ki sab se afzal raaton mein se ek raat hai. Is raat ko Qur’an nazil hona shuru hua aur Allah Ta’ala ne is raat ko 1000 mahino se behtar qarar diya hai. Is raat mein ibadat, dua aur istighfar ka sawab bohot zyada milta hai. Jo shakhs imaan aur niyyat ke saath is raat ibadat karta hai, Allah uske pichle gunah maaf farma deta hai. Shab-e-Qadr ka exact din mukammal taur par maloom nahi, lekin aksar ulama ke mutabiq yeh Ramzan ke aakhri ashre ki taaq (odd) raaton mein hoti hai. Yani zyada ihtimal in raaton ka hota hai: 21st, 23rd, 25th, 27th aur 29th Ramzan ki raat. Zyada tar log 27 Ramzan ki raat ko Shab-e-Qadr samajh kar zyada ibadat karte hain, lekin behtareen tareeqa yeh hai ke aakhri 10 raaton mein har raat ibadat ki jaye. Is raat mein kya karna chahiye: • Namaz aur Nafl ibadat • Qur’an ki tilawat • Zikr aur Tasbeeh • Dua aur Istighfar Ek mashhoor dua jo is raat par padhi jati hai: Allahumma innaka ‘afuwwun tuhibbul ‘afwa fa’fu ‘anni.🤲🙏🏼 #Ramzan alwida Jumma Mubarak #ASHRA E MAGFIRAT.....🤲🥺 #alwida alwida mah e ramazan #Alwida Mahe Rmzaan 😔 #viralpost #socialmedia9102K
- ZaidAlwida Ramzan 😭🤲 #Alwida Mahe Rmzaan 😔 #mera प्यारा इस्लाम😊😍 #islamic #👫चैटरूम चिटचैट✨ #ramzan2112
- shaista Qadri#Alwida Mahe Rmzaan 😔1124
- ❤️⃟ ماشاءاللہ لا حول ولا قوۃ الا باللہ❤️⃟अलविदा माहे रमज़ान, आज माहे रमज़ान की आखिरी सहरी, आखिरी जुम्मा है। रब्बुल आलमीन अपनी बारगाह में हम सबके रोज़े, इबादतें कुबूल फ़रमाए और हमारे गुनाह को बख्श दे , हमसे राज़ी हो जाए, या रहमाननुर राहीम। ये आप ही जानते है ना कि अगला रमज़ान हमें नसीब होगा या नहीं, हमसे इस रमज़ान कुछ कमी-कुताही रह गई हो तो हमारी बख़्शिश फ़रमा दिजियेगा और हमें ईमान पर वापसी करवा दीजिये प्लीज, आमीन या हय्य या कय्यूम🤲🏼اللھم آمیــــن یا رب العالمینﷻبِجَاہِ خَاتَمَ النَّبِيِّينَ الْاَمِیْنﷺ💕Ramadan ka aakhri din… 🌙 Pata nahi agla Ramadan naseeb hoga ya nahi. Jo reh gaya, Allah se maafi maang lo… Jo kiya, uski qabooliyat ki dua karo. 🤲 Ho sakta hai yehi lamha hamari maghfirat ka sabab ban jaye. Ameen #Alwida Mahe Rmzaan 😔 #🤲آمین ثم آمین یارب العالمین 🤲1011
- Anabiya Ansari#Alwida Mahe Rmzaan 😔 #🌹alwida🌹 jumma 🌹mubarak 🌹 #Ramzan alwida Jumma Mubarak #alwida alwida mah e ramazan #🤲 दुआएं1418
- ❤️⃟ ماشاءاللہ لا حول ولا قوۃ الا باللہ❤️⃟#Alwida Mahe Rmzaan 😔1825
- ❤️⃟ ماشاءاللہ لا حول ولا قوۃ الا باللہ❤️⃟رمضار Guzar gaya barkaton ka mahina Aagya jumma-tul-wida Ya Allah agle saal phir hume Ye din naseeb farmana..!! #Alwida Mahe Rmzaan 😔 #🤲آمین ثم آمین یارب العالمین 🤲4036
- ❤️⃟ ماشاءاللہ لا حول ولا قوۃ الا باللہ❤️⃟Ramadan ka sabse khoobsurat safar ab rukhsat hone ko hai… 🌙✨ Dil me sukoon bhi hai aur ek halka sa dard bhi… Ya Allah, jo ibadat ki, jo dua maangi — use qubool farma 🤲 Aur humein phir se Ramadan dekhna naseeb farma… Ameen ❤️ #RamadanDay29 #Ramadan2026 𝐀𝐲𝐞 𝐌𝐚𝐡𝐞 𝐑𝐚𝐦𝐳𝐚𝐧 𝐓𝐮𝐣𝐡𝐞 𝐊𝐚𝐢𝐬𝐞 𝐀𝐥𝐯𝐢𝐝𝐚 𝐤𝐚𝐡𝐮🥺🌜 𝐓𝐞𝐫𝐞 𝐒𝐚𝐭𝐡📿 𝐆𝐮𝐳𝐚𝐫𝐧𝐞🤲🏻 𝐖𝐚𝐥𝐚 𝐌𝐞𝐫𝐚 𝐇𝐚𝐫 𝐋𝐚𝐦𝐡𝐚 𝐄𝐢𝐝🥺 𝐉𝐚𝐢𝐬𝐚 𝐇𝐚𝐢💚❤️ 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹 meri duaa par kun farma do mujhe wo ata kar do jiski duaa mai har namaz mai har wakt karti hu ammen Hame chodh kar chala ramzan 🥺🥺🥺🥺 . . .Ramadan Aaisa Mahina hai Hame ALLAH ke karib Rakhta hai Har Ghar me barkat hoti hai ALLAH Hame Hamesha aisa hi Ibadat Gujar bna ke Rakhe Shukr ALHUMDULILLAH 🤲🏻Aakhri Roze Hai Dil Gham Naak Muztar Jaan Hain #Alwida Mahe Rmzaan 😔 #jummah mubarak🤲 .2852
- ❤️⃟ ماشاءاللہ لا حول ولا قوۃ الا باللہ❤️⃟Ramadan ka sabse khoobsurat safar ab rukhsat hone ko hai… 🌙✨ Dil me sukoon bhi hai aur ek halka sa dard bhi… Ya Allah, jo ibadat ki, jo dua maangi — use qubool farma 🤲 Aur humein phir se Ramadan dekhna naseeb farma… Ameen Aameen. Ya Allah meri saari mushkilon ko aasaan kar de mere Allah aur mujhe sukoon ata kar aur sukoon ki neend ata kar de Mere Allah. Mere Imaan ko mazbooti ata kar mere Allah aur mujhe Tawakkul ata kar mere Allah. Apne Rizq k darwaze khol de Ya Allah.𝐀𝐲𝐞 𝐌𝐚𝐡𝐞 𝐑𝐚𝐦𝐳𝐚𝐧 𝐓𝐮𝐣𝐡𝐞 𝐊𝐚𝐢𝐬𝐞 𝐀𝐥𝐯𝐢𝐝𝐚 𝐤𝐚𝐡𝐮🥺🌜 𝐓𝐞𝐫𝐞 𝐒𝐚𝐭𝐡📿 𝐆𝐮𝐳𝐚𝐫𝐧𝐞🤲🏻 𝐖𝐚𝐥𝐚 𝐌𝐞𝐫𝐚 𝐇𝐚𝐫 𝐋𝐚𝐦𝐡𝐚 𝐄𝐢𝐝🥺 𝐉𝐚𝐢𝐬𝐚 𝐇𝐚𝐢💚❤️ 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹 #jummah mubarak🤲 #Alwida Mahe Rmzaan 😔2259
- ❤️⃟ ماشاءاللہ لا حول ولا قوۃ الا باللہ❤️⃟Ramadan ka sabse khoobsurat safar ab rukhsat hone ko hai… 🌙✨ Dil me sukoon bhi hai aur ek halka sa dard bhi… Ya Allah, jo ibadat ki, jo dua maangi — use qubool farma 🤲 Aur humein phir se Ramadan dekhna naseeb farma… Ameen #Alwida Mahe Rmzaan 😔 #jummah mubarak🤲2435