#laylatul qadr ki dua #LAYLATUL QADR POSTS ✨या अल्लाह, रमज़ान रुखसत होने से पहले हम सबके हर गुनाह को माफ़ कर दें। आमीन🤲😔Lailatul Qadr Ki Dua: Hazrat Aisha R.A Se Riwayat Hai Maine Pucha Ya RasoolAllah(ﷺ) Agar Main Lailatul Qadr Paalun To Konsi Dua Parhun? RasoolAllah(ﷺ) Ne Farmaya: اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي 'Allahumma Innaka Afuwwun Tuhibbul Afwa Fa'fu Anni Ya Allah Tu Maaf Farmane Wala Hai, Maaf Karna Pasand Karta Hai, Lihaza Mujhe Maaf Farma. (Sunan Ibn Majah)
19 likes
20 shares

More like this