ShareChat
click to see wallet page
search
Agar aap WhatsApp use karte ho to aapne chat ke upar “Messages and calls are end-to-end encrypted” jarur dekha hoga. Lekin kya aapko pata hai iska actual matlab kya hota hai? End-to-End Encryption ka matlab hai ki jab aap WhatsApp par message bhejte ho to wo message secure encryption me convert ho jata hai. Us message ko sirf sender aur receiver hi padh sakte hain. Na WhatsApp, na hacker, aur na koi third person aapke messages ko access kar sakta hai. Isi wajah se WhatsApp duniya ke sabse secure messaging apps me se ek mana jata hai. Is video me maine simple example se samjhaya hai ki WhatsApp encryption kaise kaam karta hai aur aapke messages kaise secure rehte hain. ⚠️ Lekin ek setting aisi bhi hoti hai jisse chats leak hone ka risk ho sakta hai. Uske baare me jaanne ke liye comment me "PART 2" likho. #whatsapp #whatsapptips #whatsappsecurity #techshorts #🤔न्यू टेक अपडेट्स⚙ #🛰नई टेक्नोलॉजी⚡ #📱Mobile हैक्स🤖 #⚙️टेक्नोलॉजी हैक⚡ #😍एंड्राइड हैक्स📱
🤔न्यू टेक अपडेट्स⚙ - ShareChat
00:15