*Bismillahirrahmanirraheem*
✦ : *Dua : Naye chand ko dekhkar padhne Ki dua*
--------------✦ : Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam jab chand dekhte to ye dua padhte
اللَّهُمَّ أَهِلَّهُ علَيْنَا بِالأَمْنِ والإِيمَانِ وَالسَّلامَةِ والإِسْلامِ ، رَبّي ورَبُّكَ اللَّه
Allahumma ahillahu alaina bil-amni wal-imaan, was-salamati wal-Islam, Rabbi wa Rabbuk-Allah
Tarjuma: Eh Allah hum par is chand ko khair, imaan, salamati aur islam ke saath tulu farma (Eh chand) mera aur tera RABB ALLAH hi hai
Jamia Tirmidhi-3451-Hasan
#🕋जुम्मा मुबारक🤲 #☪️ईद मुबारक💫🫂 #🌙चांद रात मुबारक 🤲🌛 #🍝ईद स्पेशल 👗👛 #🕋इस्लामिक दुआ 🤲


