ShareChat
click to see wallet page
search
Shayri💕 #shayri #poetry #quotes #love #romantic
shayri - Tumhare siva aaj kal Koi nazar hi nhi aata Tumse baate karu Ya bas tumhari baate sunti rahu Samjh hi nhi aata Tumhe yaad karna Accha lagta h Tumse baat karna Accha lagta h Tumhare khwab ke liye ho Ya tumse milne ke liye Bas tumhara Intezar karna Accha lagta h Kisi ko chahne ka koi Thikana nhi hota Isliye ab kab kaise kyu mat pucho Tum acche lagate ho Bas acche lagte ho Tumhara bolna accha lagta h Tumhara hona accha lagta h Tumse baat karte karte Aaj kal tum me khona Accha lagta h Meri neend udane ko Tumhari mujhpr nazar hi kaaf h Me tere khayalo me doob jau Bas milne ko tumse Tumhare siva aaj kal Koi nazar hi nhi aata Tumse baate karu Ya bas tumhari baate sunti rahu Samjh hi nhi aata Tumhe yaad karna Accha lagta h Tumse baat karna Accha lagta h Tumhare khwab ke liye ho Ya tumse milne ke liye Bas tumhara Intezar karna Accha lagta h Kisi ko chahne ka koi Thikana nhi hota Isliye ab kab kaise kyu mat pucho Tum acche lagate ho Bas acche lagte ho Tumhara bolna accha lagta h Tumhara hona accha lagta h Tumse baat karte karte Aaj kal tum me khona Accha lagta h Meri neend udane ko Tumhari mujhpr nazar hi kaaf h Me tere khayalo me doob jau Bas milne ko tumse - ShareChat