Mahashivratri ki pavitra raat par Bhole Baba ko naman 🙏
Is video mein Shiv bhakti ka ek chhota sa prayas hai – shraddha, shanti aur positivity ke saath.
Belpatra, jal abhishek aur "Om Namah Shivay" ka jaap man ko shuddh karta hai.
Agar aapko bhi Bhole Baba par vishwas hai, to comment mein zarur likhein – Har Har Mahadev 🔱
🔔 Channel ko subscribe karein aur aise hi devotional & meaningful content ke liye jude rahein – Preeti’s Fusion Box ke saath. #🕉️सनातन धर्म🚩 #🕉 ओम नमः शिवाय 🔱 #🔱महाशिवरात्रि स्पेशल लुक 🙏 #🔱हर हर महादेव #🔱महाशिवरात्रि Status 🪔
00:23

