Chin pe hair aa jaate hain...
aur lagta hai sirf mere saath hi ho raha hai🥲
Roz pluck karo
roz wapas aa jaate hain
PCOS mein ye normal hai.
Ye laziness ya hygiene issue nahi...
hormones
ka effect hai.
You're not alone❤️
#💪हेल्थ & स्किन केयर🌿 #🔖वुमेन हेल्थ टिप्स #👩🦱 हेयर प्रॉब्लम ट्रीटमेंट 👨🦱
00:36

