ShareChat
click to see wallet page
search
Ramadan ke aakhri 5 din reh gaye hain… 🤲 Pata hi nahi chala kab ye barkaton wala mahina guzar gaya. Ya Allah agar humse koi galti hui ho to hume maaf farma aur hamari iman ki hifazat farma. Ameen. 💔 In aakhri dinon ko zaya na karein… zyada se zyada dua, istighfar aur ibadat karein. Shayad ye Ramadan hamara aakhri ho… Allah hum sab ko maaf farma de. Ameen.. #🤲آمین ثم آمین یارب العالمین 🤲
🤲آمین ثم آمین یارب العالمین 🤲 - Ramadan ke aakhri 5 din reh gaye hain Ya Allah; waqt kitni jaldi guzar gaya: Hamari iman ki hifazat farma Humein maaf kar de aur rehmat apni se door na kar Ameen. Ramadan ke aakhri 5 din reh gaye hain Ya Allah; waqt kitni jaldi guzar gaya: Hamari iman ki hifazat farma Humein maaf kar de aur rehmat apni se door na kar Ameen. - ShareChat