ShareChat
click to see wallet page
search
Ramadan Aaisa Mahina hai Hame ALLAH ke karib Rakhta hai Har Ghar me barkat hoti hai ALLAH Hame Hamesha aisa hi Ibadat Gujar bna ke Rakhe Shukr ALHUMDULILLAH 🤲🏻Ya Allah 🤲 Jo roze humne rakhe hain unhe apni bargah mein qubool farma aur hamari khamosh duaon ko bhi sun le. Ameen🤲🏻🥺 meri duaa par kun farma do mujhe wo ata kar do jiski duaa mai har namaz mai har wakt karti hu ammen Pata hi nahi chulta Ramzaan ka paak mahina kaise guzar jata hai Abhi to pehli sehri thi, aur ab dheere-dheere aakhri din aa rahe hain. Allah se dua hai hamari ibadat qubool ho. 🤲🌙🕊️🌟🌠 #Alwida Mahe Rmzaan 😔
Alwida Mahe Rmzaan 😔 - ShareChat
00:18