#💔मरीज-ए-इश्क❤ #❤️Love You ज़िंदगी ❤️ #💝 शायराना इश्क़ #❤️जीवन की सीख #☝अनमोल ज्ञान
Na khushi achchi hai aye dil na mlaal achcha hai ....!
Yaar jis haal me rakhkhe wahi haal achcha hai ....!
Dile betaab ko pehlo me machlte kiya der ....!!
Sun le itna kisi kafir ka jmaal achcha hai....!!
Baat ulti wo samjhte hain jo Kuch kehta hun...!
Ab ke pucha to ye keh dunga haal achcha hai.....!


