Kya aapko pata hai ki Mahadev aur Mata Parvati ka vivah kahan hua tha? ✨
Uttarakhand ke Rudraprayag mein sthit Triyuginarayan Mandir wahi pavitra sthan hai jahan is divya vivah ki agni aaj bhi "Akhand Dhuni" ke roop mein jal rahi hai. Yahan Lord Vishnu ne Parvati ji ke bhai ka kartavya nibhaya tha aur Brahma Ji ne purohit ban kar vivah sampann karaya tha. ❤️
Aap bhi darshan karein is adbhut mandir ke! 🙏✨
📍 Triyuginarayan Temple, Uttarakhand
#Triyuginarayan #ShivParvati #Mahadev #MataParvati #Uttarakhand #Devbhoomi #SpiritualIndia #IncredibleIndia #HarHarMahadev #WeddingDestination #SacredIndia
#sanatani_rakshak108 #🙏🏻सीता राम
01:01

