ShareChat
click to see wallet page
search
#😍আমার পছন্দের স্টেটাস😍 #🥰লাভ goals❤ #📃প্রেমপত্র📃 #shayari #💘প্রেমিক-প্রেমিকা💖
😍আমার পছন্দের স্টেটাস😍 - Chahat me marjane wali ladki ho Tum sachme afsane wali ladki ho. Akhri bench pe baithne wala ladka main, Jao tum auwal ane wali ladki ho. Ishq hai mujhko is tasveer ki ladki se, Aur tum tasveer banane wali ladki ho. Yeh basti pinjre walo ki basti hai, Aur tum panchhi udaane wali ladki ho. Main hu dhaal banane wala ek majdoor Tum talwar chalane wali ladki ho. Meri manzil kohi dusri ladki hai; Tum raste me ane wali ladki ho Zubair Ali Tabish Chahat me marjane wali ladki ho Tum sachme afsane wali ladki ho. Akhri bench pe baithne wala ladka main, Jao tum auwal ane wali ladki ho. Ishq hai mujhko is tasveer ki ladki se, Aur tum tasveer banane wali ladki ho. Yeh basti pinjre walo ki basti hai, Aur tum panchhi udaane wali ladki ho. Main hu dhaal banane wala ek majdoor Tum talwar chalane wali ladki ho. Meri manzil kohi dusri ladki hai; Tum raste me ane wali ladki ho Zubair Ali Tabish - ShareChat