ShareChat
click to see wallet page
search
Kundali me Rahu ya Ketu 2nd house me ho to vaak (speech) bahut powerful hoti hai. Kabhi shabd itne teekhe ho jate hain ki saamne wala andar tak hurt ho jata hai. 2nd house family, dhan aur vani ka bhav hota hai. Isliye Rahu/Ketu yaha ho to insaan ko apni zuban par control rakhna seekhna padta hai. Sahi use kare to ye placement kisi ko influence bhi kar sakti hai aur galat use kare to rishte tod bhi sakti hai. Agar aapki kundali me bhi Rahu ya Ketu 2nd house me hai to comment me “RAHU” ya “KETU” likho. Aur apni kundali analysis ke liye DM #viralreels #astrology #instagramreels #success #vedicastrologer #✡️ज्योतिष समाधान 🌟 #✋हस्तरेखा शास्त्र🌌 #❤️जीवन की सीख #✡️सितारों की चाल🌠 #💫राशि के अनुसार भविष्यवाणी
✡️ज्योतिष समाधान 🌟 - ShareChat
00:05