ShareChat
click to see wallet page
search
Ramadan Ki Tayari: Sehri Ki Niyat Maah-e-Ramadan ki aamad bas hone hi wali hai. Sirf chand din baaki hain! ❤️ 📌 Zaroori Masla (Bahar-e-Shariat): Roze ki niyat dar-asal dil ke irade ka naam hai. Magar zubaan se niyat ke alfaz keh lena Mustahab (Behtar) hai. ✅ Abhi Save Karein: Is post ko abhi SAVE kar lein taaki pehli Sehri ke waqt aapko dhundna na pade. 🔄 Sadqa-e-Jariyah: Apne doston aur family ke sath SHARE karein taaki wo bhi sahi niyat yaad kar sakein. Allah Paak hum sab ko Ramzan ki barkatein naseeb farmaye. Aameen. #رمضان #ماشاءاللہ 😍 Ramadan2026 SehriKiNiyat RamadanKareem RaahEHeedayat IslamicPost SehriDua Sunni Barelvi RamadanPreparation Roza
رمضان - Sehri Ki Niyyat ْنِم یلاَعَت ِهّلِلاًگَغ َمْوُصَا ْنَا ُتْيَوَن اَذُه َناَضَمَرا ೦ಃ೬ ghadan lillahi ta'ala Nawaitu an asooma min farz-e-Ramzan haza. aah Main ne niyyat ki ke Allah Paak ke liye is Ramazan kal farz roza kal rakhunga. (Bahar-e-Shariat; Hissa 5,Safa 968) Sehri Ki Niyyat ْنِم یلاَعَت ِهّلِلاًگَغ َمْوُصَا ْنَا ُتْيَوَن اَذُه َناَضَمَرا ೦ಃ೬ ghadan lillahi ta'ala Nawaitu an asooma min farz-e-Ramzan haza. aah Main ne niyyat ki ke Allah Paak ke liye is Ramazan kal farz roza kal rakhunga. (Bahar-e-Shariat; Hissa 5,Safa 968) - ShareChat