Ramzan rehmat, maghfirat aur jahannam se nijaat ka mubarak mahina hai 🌙✨
Yeh mahina apne nafs par qaabu paane, sabr seekhne aur Allah ﷻ ke qareeb hone ka best mauqa hai.
Ramzan mein ki gayi har ek neki ka ajr kai guna badh jaata hai, aur har dua qubooliyat ke zyada qareeb hoti hai 🤲
Is barkat wale mahine ki qadr karein, namaz, roza, tilawat aur ibadat mein mashgool rahein, aur apne aakhiraat ki tayyari karein 🕋
#ummatenabi #iman #islamic #islam
Aise hi khoobsurat, heart-touching Islamic content ke liye
👉 WhatsApp Channel *ummatenabi* ko Subscribe / Follow zaroor karein 🤍


