Dream Girl and Raj ji
Kabhi kabhi closure mil jaata hai...
par dil phir bhi maan nahi paata. ❤️🩹
Kuch log alvida keh dete hain, aur kuch yaadon mein reh jaate hain...
itna gehra ki unke baad bhi har cheez unki yaad dilaati hai. ✨
Sach toh yeh hai...
kuch log jaane ke baad hi samajh aate hain. 🥀
Kya tumne bhi kabhi kisi ko "Bye" kaha tha... aur phir kabhi bhool nahi paaye? 👇
#trendingreels #viralreels #reelitfeelit #bye #adityabhardwaj
#🌹प्यार के नगमे💖 #📝लिरिकल वीडियो सॉन्ग्स #💞दिल की धड़कन #❤️Love You ज़िंदगी ❤️ #💓 मोहब्बत दिल से